Monday, February 8, 2010

Khaja Mohiddin ( NCET, LECTURER IN PHYSICS

1. khaja:
"DARD E DIL Sehna aasan nahi hota,
Kimti cheeze ka har koi kabil nahi hota,
yeh to RAB ki Mehrbaani hai warna,
Hum sa DOST har kisi ko Hasil nahi hota".

2. "Waise toh phool ko BAHAR kehte hai,
Kisi ko de do to UPHAR kehte hai,
Jab yahi UPHAR kisi ko dene ka maan kare,
Toh shayad issi ko PYAAR kehte hai".

3. "Har kisi ko PYAAR mile to kaisa ho,
Har Dil me PYAAR hoto kaisa ho,
Barso se PYAR ki Misal DETA hai TAJMAHAL,
Agar har gali me TAJMAHAL hoto kaisa ho"

4. "Woh mil jaate hain kahani ban kar,
Dil me bas jaate hain nishani ban kar,
Jinhe hum rakhte hain apni aankhon me,
Kyn nikal jate hai wo pani bankar."

5. "Bhula dena usse jo Rula Jaye,
Yaad rakhna usse jo Nibha Jaye,
Vaada Aapse karenge Bahut Log,
Magar Dil ki Baat kehna,
Uss se Jiske bin ek pal bhi raha na jaye."

6. "Waise toh phool ko BAHAR kehte hai,
Kisi ko de do toh UPHAR kehte hai,
Jab yahi UPHAR kisi ko dena ka DIL kare,
Toh shayad isse hi pyaar kehte hai"

No comments: